Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Sunday, November 11, 2012

Ilm e daulat main amal karna ki zaroorate hidayat


As salamu allaiqum

Agar app chata ha k daulat ka amliyat kareen to apko kuch sharait pore karni hoge

1 . app in amliyat ko najahiz zarahe ka liya use nahi kareen ga . for example agar apka sharab khana ha ya jowa khana ha to app yeah amliyat nahi kar sakta

2 . yeah soch rakhta howa ha fala shaks k pass daulat ha or main us ki sare daulat loot loon ga yeah amliyat kar ka to app nahi kar sakta

3 app apna customer ko bewakuf nahi bana sakta for example unko mis guide kar ka ya kharab mal bach k daulat banahe ya phir app nakli cheez ko asli keh kar bacha  yeah app nahi kar sakta

3 yeah sab amliyat karna k liya apko 5 waquat ka namazi hona lazmi ha

4 agar app kala jadu ya sifli amal ya jinnat ka shekar ha to yeah amliyat mat kareen q k is se apka rizq main ya dolat main izafa nahi hoga  . sirf time zaya hoga is liya behtar ha k jadu or bandish ko apna upper se kaateen to rizq khula ga



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com





6 comments:

Anonymous said...

As salamu alayqum, zanab soname saba mene aab ke sare blog padehe or is par amal bhi kar raha hu, Allah ke karam se duao se kamyab bhi bo raha hu, rehnumai ke liye sakriya ada karna chah tahu, or is blog ILM E DAULAT ko bhi jaldise pura kare taki is ka bhi amal kar saku (insah-Allah).
duaa me yad

Unknown said...

hazrat ilme daulat karne ka kya tarika hai.please bata sakte hain

Unknown said...

sir mja plez ilm e ddolt ka treeka btaa dan ma bhot ghreeb hon tamam umr ap ko doa don ga

Unknown said...

sir plez mja ilm e dolt bta dan ma ghreeb admi hon tamam umr doa don ga

Unknown said...

sir plez mja ilm e dolt ka treeka bta dan tamam umr doa don ga

Unknown said...

main bekar hoon.plz mujhe koi asan tariqa batain.

Popular Posts