Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Sunday, November 11, 2012

Ilm e daulat karna k liya zaroore hidayat



As salamu allaiqum

Ameer admi her kohi banna chata ha kohi kohi to ahsa ha wo ratoo raat ameer hona chata ha . or kohi ahsa ha jo jahiz najahiz sab mix tareeqa se ameer hona chata ha . yeah baat yaad rakheya k agar apka carobar ahsa ha jis main app jahiz najahiz mix kar k chala rahe ha to yeah sab nahi chala ga q k ahse sourate main shaitan apka sati ha haram tareeqa se daulat kama na main or wo apki madad kar raha hota ha q k galat or najahiz tareeqa se pesa kamana yeah haram ha yaha tak agar app kohi product beach rahe ha or us main app kisi heez ki milawat kar rahe ha to wo be jahiz nahi .
Hadees e pak ha . jis shaks na milawat ki wo hum main se nahi
Haram tareeqa se kamana yeah fail shaitan ka ha is main shaitan apka sath sath hota ha or wo mosal sal ghumra kar raha hota ha insan ko to ahsa main app rohani amliyat se madad nahi lain sakta

Allah talah qurna pak main farmate ha


قُلْ هَلْ أُنَبِّئُكُم بِشَرٍّ مِّن ذَ‌ٰلِكَ مَثُوبَةً عِندَ اللَّهِ ۚ مَن لَّعَنَهُ اللَّهُ وَغَضِبَ عَلَيْهِ وَجَعَلَ مِنْهُمُ الْقِرَدَةَ وَالْخَنَازِيرَ وَعَبَدَ الطَّاغُوتَ ۚ أُولَـٰئِكَ شَرٌّ مَّكَانًا وَأَضَلُّ عَن سَوَاءِ السَّبِيلِ ﴿٦٠﴾ 
کہہ دو میں تم کو بتلاؤں الله کے ہاں ان میں سے کس کی بری جزا ہے وہی جس پر الله نے لعنت کی اور اس پر غضب نازل کیا اور بعضوں کو ان میں سے بندربنا دیا اور بعضوں کو سور اورجنہوں نے شیطان کی بندگی کی وہی لوگ درجہ میں بدتر ہیں اور راہِ راست سے بھی بہت دور ہیں 


Al-Maeda, Chapter #5, Verse #60) 
تَاللَّهِ لَقَدْ أَرْسَلْنَا إِلَىٰ أُمَمٍ مِنْ قَبْلِكَ فَزَيَّنَ لَهُمُ الشَّيْطَانُ أَعْمَالَهُمْ فَهُوَ وَلِيُّهُمُ الْيَوْمَ وَلَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ 
الله کی قسم ہے! ہم نے تجھ سے پہلے بھی قوموں میں رسول بھیجے تھے پھر شیطان نے لوگوں کو ان کی بداعمالیاں اچھی کر دکھائیں سو آج بھی ان کا وہی دوست ہے اور ان کے لیے دردناک عذاب ہے 
An-Nahl, Chapter #16, Verse #63) 

Agar apka zarya mash najahiz or galat tareeko per ha to pehla is ki silah kareen phir yeah amaliyat kareen


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com






2 comments:

Anonymous said...

Dear Sir,

Mujhe ILM-E-DOULAT ki Tasbeeh Chahiye Kia ap meri help kar saktay hain. please Mai kafi saal say bay rozgaar hun Middle East main Job karna chahta hun per koi kamiyabi hasil nhi ho rhi hai Main iss waqt faqeeri ki halat main hun meray pass etnay paisay bhi nhi hotay kay agar kisi cheez ko khanay ka dil chahay tou sirf soch hi sakta hun. Ap plz mujhe ILM-E-DOULAT ki tasbeeh bata dijiye Aur ILM baatanay say tou barhta hai.


Ap plz mujhe bataye woh kaun si Tasbeeh ya Amal hai.

Anum said...

Asalam o alaikum,

your website is very informative and helpful, can u please help for ilm daulat how we perform this amal how many times & how many days.

Waiting for your feedback

Thanks

Popular Posts